A single blog for all your needs Islamic wazaif, spiritual healing, and all about Islam

Monday 28 December 2015

Surah Al Baqarah Ki Fazilat Aur Wazaif

Surah Al Baqarah Ki Fazilat Aur Wazaif

Asslam o alaikum Muslims hum aaj Surah Al Baqarah Ki Fazilat Aur Wazaif ko bayan kar rahe hain. agar kisi ko Dushman ka khoaf ho tou iss Surat ko Raat ke 12 baje awal se aakhir tak parhey aur dil mein apne dushman ka tasawwur rakhey ALLAH uss ki barkat se uss ke dushman ki burai dafa kar dey ga aur uss ka heela isss par na chal sakey ga.
* Jis ghar mein yeh Surat Parhi jaye iss mein shaitan ka dakhl ni hota.
* jis mosam mein bacho'n ko cheechak nikalti hai uss mein jis larkey k ruba'ru nihar munh Surah Al Baqarah nihayat khush awaz aur sahih parh kar damm kiya jaye uss ko ALLAH ke fazal se chichak nahi nikalti agar nikley tou khatar'naak nahi hoti magar shart yeh hai k Parhne wala aur larka dono nihaar munh hoon aur dhai pao chawal paka kar dahi aur Cheeni un par daal kar kisi mohtaaj ko sadqa dey iss ka naqsh marz jin, mirgi, aur asaib ke liye mujarib hai.

Surah Al Baqarah Ki Fazilat Aur Wazaif

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...

0 comments:

Followers

Popular Posts